Internet Se Paise Kaise Kamaye in Hindi
Agar aap soch rahe hoge ki Internet Se Paise Kamana mushkil he, to aap galat he. Aapko chiye ek sahi rasta, hamesha log internet se kamane ke chakkar me dollar money ya phir sign up for money aise programs wali website pe jate he, jo ki sarasar galat he, asal me wo websites hi aapse mile hue unke ads par clicks se paisa kamate he, wo hume kahase paisa denge,
Padhiye ye Internet Se Paise Kaise Kamaye Hindi tutorial, aapko bohot helpful rahega, Chaliye To fir jante he ki Internet Se Paise Kaise Kamaya jaye.
Aaj me aapko ekdm sahi tarike se bataunga ki Internet Se Paise Kaise Kamaye ja sakte he. Uska udaharan khud mai hu. Iske liye aapko ek rupee bhi nahi lagega, ye tips bilkul bina investment kiye use kar sakte ho.
Online paise kamane ke liye niche likhi hui chije aapke pas chahiye:-
- Basic Computer ka gyan – Basic knowledge of Computer
- Internet Connection
- 2 Mahine tak ka intajar karne ki tayari
Agar ye upar di gayi chije aapke pas he toh, me aapko kuch aise tips bataunga jisse aap 2 ya 3 mahine ke andar me 9000 se 10,000 rupaye (rupees) kama sakte ho. Par ha, uske liye aapko 2 mahine tak ka dhiraj rakhna hoga.
Step 1 Email Account
Sabse pehle aap email account banva lijiye, Shayad aapke pas pehle se email account hoga
Email Account banavane ke liye aap Gmail, Yahoo, HotMail aise email providers ka istamal kar skte he, Account banana ke bad aapke pas khudka ek email id milega, example – internet.money@gmail.com. Me aapko Gmail use karne ki salah dunga. Kyo ki aage jake Gmail se hi hum website banana wale he, jisse hum paisa kamyenge.
Chalte he dusre step ki aur
Step 2 Chahiye Ek Website
Ghabrayi mat, website koi badi bat nahi he, me aapko free me website kaise banate he wo bataunga, uske bad aapke pas aapki khudki website hogi.
Free website banana ke liye aapko jana he, www.blogger.com par waha apne email aur password se login kijiye. Pehle hi screen par wo aapke website ka nam puchega, waha apne website ka nam dlana he, example – www.online-paisa-kaise-kamaye.blogspot.com jo ki ye aapki khud ki website rahegi..
Yah ape aap ko kuch aapke man se posts likhne he, jo bhi aap likhoge wo aapke website par dikhega.
Is tarah 3 se 4 aapke manpasand post likihiye, kuch idea me deta hu.
- Kheti Karne Ke Tarike
- Beauty parlar ke tips
- Ghar Baithe Me Pasie Kamata Hu
Aise kuch topics select kijiye, aur unke liye 5 se 6 post likh dijiye, Ye sab free he, post likhne ke liye koi paisa nahi lagega. Aur bas 8 din bad kamal dekhiye, aapke website log padhne lagege, wo popular ho jayegi, Google search me aapki website dikhne lagegi, Is process me 3 se 4 din lagte he, Google 3 4 din bad aapki site unke list me shamil karegi. Aur bas yahi hame chahiye paise kamane ke liye,
Ab me bataunga sabse main part, yaha tak toh hamne hamara kam kiya, ab internet kam karega, paise kamne me hamari help karega.
Jate he step 3 par
Step 3 – Ads se paisa kamaye
Ye sabse important step he isse aapko pata chal jayega kiInternet Se Paise Kaise KamayeSo abhi hum final step par he, sabse main bat me aapko batat hu, hum paisa kamane ke liye Advertisement yane jahirat ka istamal karenge, Internet par bohot si websites he jo Ads deti he, wo hume apne site par dalni hoti he, aur jab koi hamari website dekh raha hota he, use wo Ads bhi dikhti he, is se Ad wale ki popularity badhti he, aur wo hume paise dete he,
Iske liye hume advertiser chahiye jo hume ads dega, www.chitika.com ye aisi site he jo ads provide karti he, waha pe hume apna account banaa he, account banana ke bad ek code milega wo aapko aapke banaye hue website ke post me copy krna he, copy karne ke bad ad aapke website par dikhe lagegi, agar koi us ad pe click krta he to hume dollars me paise milte he, starting me 10 se 12 click je bad 1 dolaar milta he uske bad 7 8 din me 10 click me hume kum se kum 5 dollar milne lagte he.
Jaise he humare 10 dollars complete hote he, hume waha hamara bank ka naam, aur apna naam dena padta he, dhyan rhe ki aapka naam barabar he, check me changes nahi hote badme, isliye thik se jankari bhare.
Agar aapko aur help chahiye toh, muze comment kar ke bataye, agar puri jankari chaihye ki kaise account banaye, aur kaise copy kare, toh muze comment kar ke bataye,
Blog Par Traffic Badhaye
Samaj lijiye aapne blog bana diya, us blog par agar aapko traffic lani he to ye niche diya hua code aapke ad ke sath copy kar dijiye. Usse aapke har click par aapko dugna revenue hoga aur sabse important, Google aur bing se traffic aani chalu ho jayegi. Website par traffic lane ka ek secret. Is code jaise ki vaise copy kare, agar code change iya to ye code chalta nhi he.
courtesy -kaisekare.in
No comments:
Post a Comment